Yaha waha jaha taha mat pocho
Kaha kaha hai santoshi maa apni
Santoshi maa apni santoshi maa
Jaal mei bhi phaal mei bhi chaal
Mei ajaal mei bhi ataal mei bhi
Apni santoshi maa
Apni santoshi maa

Badi anokhi chamat
Karni yeh apni maie
Rai ko parvat kar
Sakti parvat ko rayi
Duwaar khula hai
Darbaar khula hai
Aoo bahen bhai iske ghar
Kabhi daya ki kami nahi ayi
Pal mei nihaal kare
Dukh ko nikaar kare
Toraat kamaal kare
Apni santoshi maa
Apni santoshi maa
Yaha waha jaha taha

Is amba mei jagdamba
Mei jazaab ki hai sakti
Chinta mei dhoobe huye
Logo karlo iski bhakti
Apna jeewan saup do
Isko paa lo re mukti
Suk sampti ki daata yeh
Maa yeh kya nahi kaar sakti
Bigadi banane wali
Dukhade meetane wali
Kasst hatane wali
Apni santoshi maa

Gauri sut ganpati ki beti
Yeh hai badi bholi
Dekh dekh ke iske mukdra
Haar ek disha doli
Aoo re bhakto yeh
Maata hai sab ki hamjoli
Joh mango tumhe milenge
Bhar lo yeh jholi
Suno re bhai bhar
Lo re tum yeh jholi
Ujwaal ujwaal nirmal
Nirmal ujwaal ujwaal
Nirmaal nirmaal sundaar
Sundaar maa apni santoshi maa
Yaha waha jaha taha